Girlfriend ki call ...

Girlfriend called 2 her
boyfriend at
mid-nite
.
Girl: - Hello Dear
.
Boy :- Haan ji (aa gayi maa
kiaankh pakaane)
.
Girl:- kya kar rahe ho..??
.
Boy : kuch nahin (pakode
tal raha
hoon )
.
Girl : - bataao na..?
.
Boy :- kuch nahin dear
( aadhi
raat ko kya karte hain..! )
.
Girl: neend nahin aa rahi
thi socha
chalo call kar loon
.
Boy-- achha kiya (kamini
kal Office
ke late karwaa ke rahegi )
.
Girl : - hello koi gaana
sunao naa..
bore ho rahi hoon
.
Boy: --nahin yaar (mujhe
radio
staion samajh rakha hai
kya aur
12 baje k baad toh radio
channel
bhi band ho jaate hain )
.
Girl:-- plz sunao na....
.
Boy:-- kal pakka ( uff iski
toh aisi
ki taisi )
.
Girl :- naa mujhe aaj hi
sunna hai..
if u luv me den u will sing
for me
.
Boy : time kya ho raha
hai .?? dear
(yeh padosiyon ko bhi
jagwa ke hi
maanegi )
.
Girl : -12:30
.
Boy: - aur kal mere Office
mein
bahut kaam hai
.
Girl: -tumne toh bola tha ki
tum
Office ka kaam minto mein
karr
lete ho
.
Boy :- haan (agar nahin
bolta toh
teri bakwaas kaun sunta)
.
Girl :- sunao naa plzz koi
romantic
sa gaana
.
Boy : par gaane k baad
phone
rakh degi ( fans gye beta
toh
jhelna toh padega hi)
.
Girl :- kyun kisi aur ki call
ka wait
kar rahe ho kya..??
.
Boy : nahin darling (ye lo..
saali ne
shak karna bhi start kar
diya)
.
Girl: fir kyun bol rahe ho..
rakhne
ko, khao meri kasam ki kisi
ki call
nahin aayegi..
.
Boy: teri kasam (itni raat
ko toh
aadmi wrong number bhi
nahin
lagata)
.
Girl : - chalo ab sunao
.
Boy: theek hai (beta pyar
kiya hai
toh jhelna toh padega
hi..ban ja
aadhi raat ko.. Himesh
Reshamiya )
Girl : yeh waala gaao--
adayein bhi
hain.. muhabbat bhi hai..
nazaakat
bhi hai.. mere mehboob
mein .
.
Boy:- yeh mujhe nahin aata
(kamini ..tareef sunegi
apni )
.
Girl : toh koi dusra suna
do...
.
Boy:- Wait.. sochne de (kya
gaaun
ki aaj ke baad mere
muh se gaana sunne ka
naamtak
naa le )
.
Girl: Gaao na...
.
Boy sings : -
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
phulo ka taroon ka sabka
kehna
hai..
ek hazaaron mein meri
behna
hai..
saari umar hamein sang
rehna
hai..!!
.
(Le aaj ke baad naam nahin
legi
gaane ka...ishki toh maa ki
aankh)
.
Girl : -yeh kyun gaaya..??
.
Boy : mera favorite song
hai
(samajhdaar k liye ishara hi
kaafi
hai kamini )
.
Girl: - hmmmm mujhe
neend aa
rahi hai.. bye....
.
Boy :- arey kahaan jaa rahi
ho..suno toh.. tum
nahin sunaaogi kya..??
(mission
complete)
.
Girl:-- bye.. baad mein..
good
night..take Care jaanu
.
Boy : take care jaan ( jaan
Le gayi
kamini ..jaanu jaanu bol
ke.. o
terri.. Yeh toh 2 baj
gaye..ab
sounga kab aur Jagunga
kab).. :-D

amazon

amazon dress